NewSmsPunch Chat Room

Showing posts with label Islamic SMS. Show all posts
Showing posts with label Islamic SMS. Show all posts

To Every Cry of OH ALLAH

To Every Cry of
'OH ALLAH'
He Answers
A Hundred Times:
"I Am Here"

ALLAH Kay Ghar Ko Abaad Rakhna

"Tum ALLAH K Ghar Ko Apni
Ibadaat Se Abaad Rakho..
ALLAH
Tumhare Ghar Ko
Apni Rehmaton Se Abaad Rakhega."
.
Jumma Mubbarak

Tasvir-e-kainaat ka aks hai ALLAH

Tasvir-e-kainaat ka aks hai ALLAH,
Dil ko jo jaga de wo Ehsaas hai ALLAH..

Ay Banda-e-Momin
Tera Dil Kyun Udaas Hai..?
.
Dil Se Zara Pukar
Tere Paas Hai ALLAH..!!

Hikmat Talash Karo

" Tumhara RAB "
Jis Cheaz Ko Tumhary Qareeb Kardy Us 
Main Hikmat Talaash Kro,........
OR
Jis cheaz Ko Tum Sy Door Kardy Us 
Per Sabar Ikhtiyaar Kro........
Beshak Allah Behtareen Faisla Karny Wala Hai..!!

Qarzdaar Muflis

Hazrat Abu Hurrairah R.A se riwayat hai
Nabi SallALLAHu Alaihe Wa-Aalihi Wasalam
ne farmaya..
"Ek shakhs logon ko qarz diya karta tha aur
apne Nokro ko usnay ye keh rakha tha k
jab tum mere kisi qarzdaar ko Muflis aur
Tangdast paao tou usey qarz muaaf
kar diya karo, Mumkin hai k ALLAH
humein bhi muaaf kar day..
Jab wo shakhs (marne k baad)
ALLAH se mila tou ALLAH ne
usey bakhsh diya.."
(Sahih Bukhari, H# 3480)

ALLAH Rabul Izzat Ki Zaat

"Jo Zaat Raat Ko Darakhton Par
Bethay Parindon Ko Neend Mein
Kabhi Girnay Nahi Deti,
Woh Zaat Insaan Ko Kesay
Be-Yaar-O-Madadgaar
Chor Sakti Hai."

Sajday Ki Khoobsoorti

Sajdey
Ki Khoobsoorti Ye Hai k
Hum Zameen Per SaRGoshi Kerte Hai,
Aur Yeh Uper AasmaaNoO'n Mein Suni Jati Hai..

Wo Kon Log Hain Jo Namaz Nahi Parhtay

Ustad ne Class me Bachon
se Sawa kiya ke..
"Ye batao ke wo kon Log hen 
jo NAMAZ nahi parhte,?
.
1st Bache ne Masomiyat se jawab diya 
ke jo Log Marr Chukay hen.

2nd Bache ne bari Nidamat se jawab diya ke 
jin ko NAMAZ parhna nahi aati.

3rd Bache ne bara Maaqool Jawab diya ke
Sir wo Log jo Musalman nahi hen.
Bache to jawab de ke farigh ho gaey,
.
magar mujhe sochnay par majboor kar dia ke 
mera Shumaar kin Logon men hota hai,?
.
1. Kiya men Marr chuka hon?
2.Kiya mujhe Namaz parhni nahi aati?
3.Kiya men Musalman nahi hon...?
ALLAH PAK HUM SAB KO HIDAYAT DE 
"Aameen"

Zikar hua jab ALLAH ki rahmaton ka

Zikar hua jab ALLAH ki rahmaton ka,
Hamne khudko khushnaseeb paya,
Tamanna thi gunah se tauba karne ki,
Dekho Jummay ka din phir se chala aaya.

ALLAH ki raah mein kharch karna

Al-Quran
Jo log khushi mein aur tangi mein
ALLAH ki raah mein kharch karte hain,
Jo ghusay ko pee jatay hain aur
dosron k qusoor mua'f kar dete hain
aisay naik log ALLAH ko pasand hain.
(Surah Al Imran Ayat 134)

Sukoon ki kami

Jab sukoon ki kami
mehsoos ho
tou apne
RAB
se toba karo
kion k
Insan k gunah hi hain jo
dil ko bechain rakhte hain.

Kasrat se Astaghfaar

"Us admi k liye Jannat
hay jis k
nama-e-amaal mein
Astaghfaar kasrat se
para jaye.."
(Ibn-e-Maja)

Maal Ko Band Kar K Na Rakho

Maal Ko Band Kar K Na Rakho
Warna
ALLAH PAK Bhi Apne Khazanay
Band Kar Dengay..
Jahan Tak Ho Sakay Sadqa Karo.
(Sahih Bukhari H# 1434)

Sajdon Mein Ronay Ki Aadat

Jin Aankhon Ko
Sajdon Mein Ronay Ki Aadat Ho

Wo Aankhen kabhi apne muqadar par
roya nahi karte..!!

Ghazab ki nigaah se na dekh

Ghazab ki nigaah se na dekh
Ay Dozakh

Barri Raheem hai wo Zaat
jis ka Gunehgaar hoon main..!!

Darse Quran Agar Humne Bhulaya Na Hota

Darse Quran Agar Humne Bhulaya Na Hota,
Ye Zamana na Zamane ne dikhaya hota

Ay bholay bhaly Muslmaan hosh k Nakhun lo,
Aur socho hum kis k tor tareeqo pe chal rahe hain

Sajdon mein Lazzat

Ataa itni Lazzat apne sajdon mein Humain
Ay ALLAH

K is Dunya ko Yaad karne ka
Waqt hi na milay..!!

Na Kya kar Naseeb se Itna Gila

Na Kya kar Naseeb se Itna Gila
..
..
Jab ALLAH Raazi hota hai tou
har cheez bin mangay mil jati hai..
*SubhanALLAH*

Us Aadmi k liye Jannat

Al Hadees
Us Aadmi k liye Jannat hay jis
kay nama-e-aamaal mein
Astaghfaar kasrat se paya jaega..!!
(Ibn-e-Maja)


Taleem o Talaqi mein peche

Hairat hai k
Taleem o Talaqi mein hai peche..
..
..
Wo Qoam
jis ka aaghaaz hi 'Iqra' se huwa tha..!!

 
NewSmsPunch | Send Free Sms Online in Pakistan | Comedy | Good Morning | Adult | Romantic | Birthday © 2012 | Powered by chattinghome.blogspot.com Specially Made for public chat rooms