Sunday, 27 February 2011

Samandar ne nadi se pocha

Ek din samandar ne

nadi se pucha:

Kab tak is tarha mujhe pyar karti rahogi?



Nadi ne hans kar kaha!

Jab tak tum mein Mithaas na aajaye

No comments:

Post a Comment