Saturday, 26 February 2011

Unki narazgi main bhi mohabbat hai tum kya jano

¤Unki narazgi main bhi mohabbat hai tum kya jano¤

¤Unki saza main bhi aik surur hai tum kya jano¤



¤Kehte hain k baat nhi krenge humse¤

¤Baat karne ko wo b tarapte hain tum kya jano¤



¤Karte hain mohabbat hum se beypanah wo b¤

¤Par chupana b unki ada hai tum kya jano¤

No comments:

Post a Comment