Tuesday, 8 March 2011

Apni har saans mein aabad kya hai tum ko

Apni har saans mein aabad kya hai tum ko,

Mere sathi bohat yaad kya hai tum ko..



Meri zindagi mein tum nahi tou kuch bhi nahi,

Hum ne is qadar pyaar kya hai tum ko.

No comments:

Post a Comment