Ek roop k sagar mein nahati rahin aankhein,
Kuch khuwab mere dil mein sajati rahin aankhein
Yaadon k darichay par woh deti rahi dastak,
Kal raat bohat mujhh ko satati rahin aankhein
Palkon se tapkany na dia ek bhi aansu,
Yeh rasm-e-mohabbat bhi nibhati rahin aankhein
No comments:
Post a Comment