Friday, 11 March 2011

Jiski talaash hay usko pata bhi nahi

Jiski talaash hay usko pata bhi nahi
Humari chaahat ko us ne samjha hi nahi

Hum pochte rahe k kiya tumhein hum se pyaar hay?
Aur wo kehta raha k main ne suna hi nahi

No comments:

Post a Comment