Thursday, 3 March 2011

Logon se milty waqt itna mat jhuko

*Logon se milty waqt itna mat jhuko

k uthtey waqt sahara lena pary*



*Zuban ki hifazat dolat se ziada mushkil hai*



*Kisi k muon par tareef karna usey

qatal kar dene k mutaradif hai*



*Ghareeb logon par ahsaan kar

kyun k ghareeb honey mein waqt nahi lagtya*



*Agar ibadat nahi kar saktey tou gunahbhi na karo*



*Duniya ye nahi dekhti k tum

pehley kya thay balke ye

dekhti hai k tum ab kya ho*



*Jahan apni baat ki qadar na ho

wahan chup rehna hi behtar hy*

No comments:

Post a Comment