Wednesday, 2 March 2011

Maa ka aanchal, dhoop mein baadal

*MAA*

Maa Ka Aanchal,
Dhoop Mein Baadal

Maa Ki Baahein,
Neend Ki Raahein

Maa Ka Daman,
Hansta Saawan

Maa Ka Ghussa,
Pyaar Ka Hissa

Maa Ki Maamta,
Jeevan Hansta

Maa Khud Kya Hai
Ek Dua Hai...

Kabhi Us Hasti Ka Dil Na Dukhana

No comments:

Post a Comment