Thursday, 17 March 2011

Mohabat k safar mein dil jala kar chain milta hai

Mohabat k safar mein dil jala kar chain milta hai,

Tumhare dard ki mehfil saja kar chain milta hai



Kabhi ehsaas hota hai baharon k ujarne ka,

Kabhi sokhay huwy patay utha kar chain milta hai



Wo bhoola hai agar ehd-e-wafa tou bhool jane do,

Humain aisi mohabat ko nibha kar chain milta hai.

No comments:

Post a Comment