Tuesday, 8 March 2011

Safar per sath chala tha jo rehbron ki tarah

Safar per sath chala tha jo rehbron ki tarah

Juda huwa wo bhi aakhir musafiron ki tarah



Main sochta hon wo kese bichar gaya mujhse

Jo dhoop mein milta tha mujhe badlon ki tarah

No comments:

Post a Comment