Friday, 25 March 2011

Sardar ki maa ki death ho gai

Sardar ki maa ki death ho gai,
ek saal baad sardar ka baap america se wapis aya,
us ne poucha teri maa kahan hai?

Sardar: wo to pichlay saal hi mar gai thi.

Sardar ka baap ronay laga or bola
tu ne mujhay btaya q nahi?

sardar: Main ne socha surprise don ga. :D

No comments:

Post a Comment