Tuesday, 15 March 2011

Udaas aankh mein raat ka khumaar dekha hai

Udaas aankh mein raat ka khumaar dekha hai

K pehli baar usey beqarar dekha hai



Jisey khabar hi na hoti thi mery aaney ki

Ussi ki aankh mein aaj intizaar dekha hai

No comments:

Post a Comment