Monday, 28 March 2011

Ussay talab thi koi toot kar ussay chahay

Ussay talab thi koi toot kar ussay chahay,
Wo hath jor k ulfat hazaar maangta tha..

Mere khuloos pe shayad tha shak ussay,
Wafa ki raah mein bhi wo aitbaar maangta tha..

Khud be-wafa nikla wo,
Jo har baar mujhse wafa maangta tha..

Piyar sikha k wo hum ko chor gaya,
Jo piyar mujhse bepanah maangta tha.

No comments:

Post a Comment