Wednesday, 13 April 2011

Yar main 2 mushkilon mein

Man: Yar main 2 mushkilon mein
phans gaya hun.

Friend: Wo kon si?

Man: BV makeup karay tou kharcha
naqabil-e-bardasht
aur
.
.
na karay tou BV naqabil-e-bardasht.

No comments:

Post a Comment