Monday, 20 January 2014

Aap pagal tou nahi ho

Shohar: maine apne dost ko
aaj khane pe bulaya hai.

Bivi: Kya?
Aap pagal tou nahi ho gaye
ghar pura ganda para hai,
bartan bhi saaf nahi aur
main khana bhi nahi pakaun gi..

Shohar: mujhe ye sab pata hai..

Bivi: phir aapne apne dost ko
kyun bulaya?

Shohar: kyun k wo pagal aj kal
shadi karne ka soch raha hai.. :P


No comments:

Post a Comment