Monday, 6 January 2014

Har waqt dua dena fitrat hai meri

Har waqt dua dena fitrat hai meri,
Har kisi ko khush dekhna
hasrat hai meri..
.
Main kisi ko yaad aon ya na aaon,
Sabko yaad rakhna aadat hai meri.

No comments:

Post a Comment