Friday, 11 March 2011

Roz taaron ki numaish mein khalal parta hay

Roz taaron ki numaish mein khalal parta hay

Chaand pagal hay, andheray mein nikal parta hay



Un ki yaad ayi hay, Saanson zara ahista chalo

Dharrkanoon ki bhi ibadat mein khalal parta hay

No comments:

Post a Comment