Friday, 11 March 2011

Wo dil hi kiya tere milne ki jo dua na karay

Wo dil hi kiya tere milne ki jo dua na karay

Main tujh ko bhool k zinda rahoon, Khuda na karay



Rahey ga piyaar tere saath zindagi ban kar

Ye aur baat meri zindagi wafa na karey

No comments:

Post a Comment