Hijar ka taara doob chala hai dhalny lagi hy raat
Wednesday, 23 February 2011 -
Ghazal SMS
No comments
Hijar ka taara doob chala hai dhalny lagi hy raat "WASi"
Ghazal SMS
No comments
Qatra Qatra baras rahi hai ashkoon ki barsat "WASi"
Tere baad ye dunya waly mujh ko pagal kar dein ge
Khushbu k dais main mujh ko le chal apny sath "WASi"
Aaj tu us ka chehra b kuch badla badla lagta hy
Musam badla dunya badli badal gaye halat "WASi"
Chhor WASi ab us ki yadein tujh ko pagl kar dain gi
Tu qatra hy wo darya hy dekh apni auqaat "WASi"

0 comments:
Post a Comment