Masoom muhabbat ka bus itna fasana hai
Monday, 21 February 2011 -
Ghazal SMS
No comments
Masoom muhabbat ka bus itna fasana hai,
Ghazal SMS
No comments
Kaghaz ki haweli hai aur barish ka zamana hai
Kiya shart-e-muhabbat hai, kiya shart-e-zamana hai
Awaz bhi zakhmi hai aur geet bhi gana hai
Is baar uternay ki umeed bohut kam hai
Kashti bhi purani hai aur tofaan bhi aana hai

0 comments:
Post a Comment