Mujhe mehsoos hota hai k lutf-e-zindagi kam hai
Monday, 21 February 2011 -
Ghazal SMS
No comments
Mujhe mehsoos hota hai k lutf-e-zindagi kam hai
Ghazal SMS
No comments
Ghum-e-dil had se bharr kar hain, Muyassar ab khushi kam hai
Musalsal dil ki be-cheni ko kya kehtey hain dil waley?
Tumhein maloom ho shayed, mujhe to aa'gahi kam hai
Ab is k baad jism-o-jaan ko bhi jalaney sey kya haasil?
Chiraghon mein lahoo jalta hai, phir bhi roshni kam hai
Jisey bhi dost samjha dushman-e-jaan woh tehra
Nahi hai dosti jis sey, ussi sey dushmani kam hai

0 comments:
Post a Comment